PoetryTop.com
Islamic Quotes in Urdu: Unveil the Beauty of Islamic Teachings [100+]
Islamic Quotes in Urdu offers you unique and latest Islamic quotes and wishes in Urdu language that help you enhance your spirituality and faith in Islamic stuff. Here is a compiled list of some profound Islamic quotes and teachings found in the religion and a source of inspiration, solace, and what not to millions of people all around the globe.
Islamic quotes in Urdu are as potent as they are spoken in Arabic and transport you to solace, encouragement, and a deep apprehension of the religion that you are looking after. This blog post is an introduction to Islamic quotes in Urdu, what they mean, and how you can use them to assist you on your spiritual journey. Discover the beauty and wisdom of Islamic quotes in Urdu, which will change your lives.
Islamic Quotes in Urdu
Muhabbat Apnay Bandon Se Kamaal Rakhta Hai, Wo Aik Allah Hai Jo Sab Ka Khayal Rakhta Hai.
محبّت اپنے بندوں سے کمال رکھتا ہے، وہ ایک الله ہے جو سب کا خیال رکھتا ہے
Wo Ataa Karay To Shukar Uska Wo Na Day To Malal Nahin Mere Rab Kay Faislay Kamaal Hain Un Faislon Main Zawal Nahin.
وہ عطا کرے تو شکر اسکا وہ نہ دے تو ملال نہیں
میرے رب کے فیصلے کمال ہیں ان فیصلوں میں زوال نہیں
Kal Ki Fikar Mat Karo Jis Rab Nay Aaj Tak Sanbhaal Lia Hai, Wo Kal Bhe Tumhain Sanbhaal Laiga Bas Rab Par Bharosa Rakho.
کل کی فکر مت کرو جس رب نے آج تک سنبھال لیا ہے
وہ کل بھی تمہیں سنبھال لے گا بس رب پر بھروسہ رکھو
Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Nay Farmya: Jab Naiki Tumhain khush Karay Aur Burai Afsurda Karay To Tum Momin Ho.
رسول الله صلى الله عليه وسلم نے فرمایا:
جب نیکی تمہیں خوش کرے اور برائی افسردہ کرے تو تم مومن ہو
Jab Koi Haath Aur Saath Donon Chor Daita Hai Tab Allah Koi Na Koi Ungli Pakarnay Wala Bhej He Daita Hai.
جب کوئی ہاتھ اور ساتھ دونوں چھوڑ دیتا ہے
تب الله کوئی نہ کوئی انگلی پکڑنے والا بھیج ہی دیتا ہے
Allah Se Maangnay Ki Aik Khoobi Ye Bhe Hai Kay Aap Apnay Jazbaat Ko Alfaaz Ka Roop Na Bhe Day Sakain Tab Bhe Wo Aap Kay Jazbaat Ko Aap Se Behtar Janta Hai.
الله سے مانگنے کی ایک خوبی یہ بھی ہے کہ
آپ اپنے جذبات کو الفاظ کا روپ نہ بھی دے سکیں تب بھی وہ آپ کے جذبات کو آپ سے بہتر جانتا ہے
Rab Se Aur Maa Baap Se Door Ho Kar insaan Hamesha Preshan He Rehta Hai.
رب سے اور ماں باپ سے دور ہو کر انسان ہمیشہ پریشان ہی رہتا ہے
Apnay Rab Se Dosti Karlo Yahi Wo Zaat Hai Jo Kabhe Aap Ko Tanha Nahin Chorti.
اپنے رب سے دوستی کرلو یہی وہ ذات ہے جو کبھی آپ کو تنہا نہیں چھوڑتی
Beshak Mera Rab Wo Hai Jo Mujhay Azmaata Hai, Phr Sanbhalta Hai Phr Azmaata Hai Aur Phr Sanbhalta Hai..!
بیشک میرا رب وہ ہے جو مجھے آزماتا ہے پھر سنبھالتا ہے پھر آزماتا ہے اور پھر سنبھالتا ہے
Wo Waqt Jab Allah Kay MeherBaan Honay Par Yaqeen Karna Bohot Mushkil Hota Hai Unhin Lamhon Main Us Ki Zaat Par Kia Gaya Yaqeen Mojzon Ka Ba’iss Banta Hai…!
وہ وقت جب الله کے مہربان ہونے پر یقین کرنا بہت مشکل ہوتا ہے
انہیں لمحوں میں اس کی ذات پر کیا گیا یقین موجزوں کا باعث بنتا ہے
Mayoos Wo Hota Hai Jo Allah Pe Yaqeen Nahin Rakhta Aur Mahroom Wo Hota Jo Allah Ki Naimton Ka Shukar Ada Nahin Karta.
مایوس وہ ہوتا ہے جو الله پہ یقین نہیں رکھتا
اور محروم وہ ہوتا ہے جو الله کی نعمتوں کا شکر ادا نہیں کرتا
Zindagi Ki Har Aik Thokar Yahi Ehsaas Dilati Hai Kay Aay Allah Mera Tere Siwa Koi Nahin…!
زندگی کی ہر ایک ٹھوکر یہی احساس دلاتی ہے کے اے الله میرا تیرے سوا کوئی نہیں
Agar Tum Apnay Rab Par Bharosa Rakhtay Ho To Ye Bhe Jaanlo Kay Tmhara Rab Is Bharosay Ko Kabhe Tootnay Nahin Daiga.
اگر تم اپنے رب پر بھروسہ رکھتے ہو تو یہ بھی جانلو کہ
تمہارا رب اس بھروسے کو کبھی ٹوٹنے نہیں دے گا
Do Amal Aaisay Hotay Hain Jinka Sawab Kabhe Tola Nahin Jata Maaf Karna Aur Insaaf Karna.
دو عمل ایسے ہوتے ہیں جنکا ثواب کبھی تولا نہیں جاتا معاف کرنا اور انصاف کرنا
Allah Kisi Kay Saath Na Insaafi Nahin Karta Wo Bas Azmaata Hai Aur Sabar Karnay Walon ko Meetha Phal Daita Hai.
الله کسی کے ساتھ نہ انصافی نہیں کرتا وہ بس آزماتا ہے اور صبر کرنے والوں کو میٹھا پھل دیتا ہے
Best Islamic Quotes in Urdu
Islamic quotes in Urdu are of great importance to Muslims living all over the world because they provide guidance, motivation, and comfort. The following are some of the most motivational and deeply meaningful lines for Muslims in Urdu. From the pearls of wisdom of the great Prophet Muhammad (PBUH) to the deepest sayings from famous scholars, these sayings reflect the essence of Islamic teachings.
Allah Jo Din Ko Raat Bananay Par Qadir Hai, Wo Tumhari Bhe Mushkilaat Ko Asaani Main Badal Daiga.
الله جو دن کو رات بنانے پر قادر ہے، وہ تمہاری بھی مشکلات کو آسانی میں بدل دے گا
Day itni Lizzat Apnay Sajdon Main Aay Allah, is Bewafa Duniya Ko Yaad Karnay Ka Waqt He Na Milay.
دے اتنی لذّت اپنے سجدوں میں اے الله، اس بیوفا دنیا کو یاد کرنے کا وقت ہی نہ ملے
Mere Dil Kay itminaan Kay Liay itna Kaafi Hai Kay Jo Kuch Hota Hai Allah Ki Raza Se Hota Hai, Bandon Ki Raza Se Nahin.
میرے دل کے اطمینان کے لیے اتنا کافی ہے کہ
جو کچھ ہوتا ہے الله کی رضا سے ہوتا ہے. بندوں کی رضا سے نہیں
Allah Ko Bohot Pyaray Hain Wo Log Jo Sakht Mushkil Main Sirf Aur Sirf Allah Se Madad Maangtay Hain.
الله کو بہت پیارے ہیں وہ لوگ جو سخت مشکل میں صرف اور صرف الله سے مدد مانگتے ہیں
Wo ishq-e-Namaz Sikha Mujh Ko Ya Rab, Jis Namaz Main Sirf To Milay Mujhay.
وہ عشق نماز سکھا مجھ کو یا رب، جس نماز میں صرف تو ملے مجھے
Duniya Ki Chezain Milnay Pay Khush Na Ho, Kyoun Kay Duniya ki Har Chez Aarzi Hai Waqti Hai, Kyoun Kay Hamaray Rab Nay Bohot Behtar Aakhrat Hamaray Liay Tayaar Ki Hai, Kyoun Kay Hamaray Nabi (SAW) Nay Duniya Main Dil Laganay Se Mana Kia Hai.
دنیا کی چیزیں ملنے پر خوش نہ ہو
کیونکہ دنیا کی ہر چیز عارضی ہے وقتی ہے
کیونکہ ہمارے رب نے بہت بہتر آخرت ہمارے لیے تیار کی ہے
کیونکہ ہمارے نبیؐ نے دنیا میں دل لگانے سے منع کیا ہے۔
Logon Ko Dua Kay Liay Kehnay Se Zayada Behtar Hai kay Aaisay Amal Karo Keh Logon Kay Dil Se Aap Kay Liay Dua Niklay.
لوگوں کو دعا کے لیے کہنے سے زیادہ بہتر ہے کہ
ایسے عمل کرو کہ لوگوں کے دل سے آپ کے لیے دعا نکلے
Apnay Rab Par Bharosa Rakho Kyoun Kay Allah Hamain Wo Nahin Daita Jo Hamain Acha Lagta Hota Hai, Allah Hamain Wo Daita Hai Jo Hamaray Liay Acha Hota Hai.
اپنے رب پر بھروسہ رکھو کیونکہ اللہ ہمیں وہ نہیں دیتا جو ہمیں اچھا لگتا ہوتا ہے،
اللہ ہمیں وہ دیتا ہے جو ہمارے لیے اچھا ہوتا ہے
Jab Tum Namaz Nahin Parhtay To Ye Mat Socho Keh Waqt Nahin mila Balkay Ye Socho Keh Tum Se Aaisi Kon Si Khata Howi Hai Jis ki Waja Se Allah Taa’la Nay Tumhain Apnay Saamnay Khara Karna Pasand Nahin kia.
جب تم نماز نہیں پڑتے تو یہ مت سوچو کہ وقت نہیں ملا
بلکہ یہ سوچو کہ تم سے ایسی کون سی خطا ہوئی ہے
جس کی وجہ سے اللہ تعالیٰ نے تمہیں اپنے سامنے کھڑا کرنا پسند نہیں کیا
Ya Allah Main Tujh Se Maangta Hon: Aaisi Maafi Jis Kay Baad Koi Gunnah Na Ho, Aaisi Hidayat Jis Kay Baad Koi Gunnah Na Ho, Aaisi Sehat Jis Kay Baad Koi Bimari Na Ho, Aaisi Raza Jis Kay Baad Narazgi Na Ho.
:یا اللہ میں تجھ سے مانگتا ہوں
،ایسی معافی جس کے بعد کوئی گناہ نہ ہو
،ایسی ہدایت جس کے بعد کوئی گناہ نہ ہو
،ایسی صحت جس کے بعد کوئی بیماری نہ ہو
،ایسی رضا جس کے بعد ناراضگی نہ ہو
Namaz Ko Mat Chorna Zindagi Ki Saari Barkat isi Main Hai, Apni Nazar Ki Hifazat Karna Gunnah Ki Bunyaad Yahan Se Shuru Hoti Hai.
،نماز کو مت چھوڑنا زندگی کی ساری برکت اسی میں ہے
اپنی نظر کی حفاظت کرنا گناہ کی بنیاد یہاں سے شروع ہوتی ہے
Dar Aur Khoof insaan Ko Kisi Na Kisi Ka Mohtaaj Bana Daita Hai, is Se Behtar Ye Nahin Kay Us Rab Se Daro Jis Nay Dar Aur Khoof Ko Paida Kia.
،ڈر اور خوف انسان کو کسی نہ کسی کا محتاج بنا دیتا ہے
اس سے بہتر یہ نہیں کہ اس رب سے ڈرو جس نے ڈر اور خوف کو پیدا کیا
Allah Ki Had Tornay Par Allah Kuch Nahin Kehta Magar Wahe Had Aapko Bay Had Aur Bay intaha Tor Daiti Hai, Aur Phr Rab He Hota hai Jis Se Rajuh Karnay Par Wo Aap Ko Jorta Hai Aur Tum Rab Se Barh Kar Apna Kisi Ko Nahin Pao Gay.
اللہ کی حد توڑنے پر اللہ کچھ نہیں کہتا مگر وہی حد آپ کو بے حد و بے انتہا توڑ دیتی ہے
اور پھر رب ہی ہوتا ہے جس سے رجوع کرنے پر وہ آپ کو جوڑتا ہے
اور تم رب سے بڑھ کر اپنا کسی کو نہیں پاؤ گے
Namaz Wo Wahid Hukam Hai Jisay Allah Nay Aasmaan Se Wahe Kay Zariay Nahin Utaara Balkay Apnay Mehboob Hazrat Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ko Aasmaan Par Bula Kar Tohfay Main Dia.
نماز وہ واحد حکم ہے جسے اللہ نے آسمان سے وحی کے ذریعے نہیں اُتارا
بلکہ اپنے محبوب حضرت محمّد صلى الله عليه وسلم کو آسمان پر بلا کر تحفے میں دیا
Zamanay Ka Kaam Hai Mushkil Main Daalna, Aur Mere Allah Ka Kaam Hai Mushkilon Se Nikalnay Kay Liay Hazaron Raastay Nikaalna.
زمانے کا کام ہے مشکل میں ڈالنا
اور میرے اللہ کا کام ہے مشکلوں سے نکلنے کے لیئے ہزار راستے نکالنا
Islamic Quotes in Urdu 2 lines
Islamic quotes in Urdu 2 lines serve as a powerful medium to convey profound wisdom and guidance. These short yet impactful quotes, often drawn from the Quran, Hadith, and the teachings of renowned scholars, offer solace and motivation to cultivate a deeper connection with Allah. Here are some of the most inspiring and thought-provoking Islamic quotes in Urdu, carefully curated to resonate with the hearts of believers and that can be easily copied or shared with friends and family.
Aur Allah Jisay Chahay Seedhi Rah Dikhaey. (Surah Al-Baqarah)
اور الله جسے چاہے
سیدھی راہ دیکھائے (سورة البقره)
Allah Kay itnay Qareeb Ho Jao Keh, Tum Dua Maango Aur Farishtay Aameen Kahain.
اللہ کے اتنے قریب ہو جاؤ کہ تم
دعا مانگو اور فرشتے آمین کہیں
Madinay Ki Mitti ko Matti Na Samjho, Madinay Ki Matti Khak-e-Shifa Hai.
،مدینے کی مٹی کو مٹی نہ سمجھو
مدینے کی مٹی خاک شفاء ہے
Kaash Kaaba Ko Cho Lon, is Se Bari Aur Koi Hasrat Nahin.
کاش کعبہ کو چھولوں
اس سے بڑی اور کوئی حسرت نہیں
Jo Shakhs Sajdon Main Rota Hai, Usay Taqdeer Par Rona Nahin Parta.
جو شخص سجدوں میں روتا ہے
اُسے تقدیر پر رونا نہیں پڑتا
Hazoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Nay irshaad Farmya: Allah Taa’la Jis Kay Saath Bhalai Chahta Hai, Usay Deen Ki Samajh Ataa Kar Daita Hai.
:حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے ارشاد فرمایا
اللہ تعالیٰ جس کے ساتھ بھلائی چاہتا ہے اُسے دین کی سمجھ عطا کر دیتا ہے
Maaf Kar Dainay Se insaan ki, Apni Rooh Pak Ho Jati Hai.
،معاف کر دینے سے انسان کی
اپنی روح پاک ہو جاتی ہے
Aur Jo Faisla Mera Rab Karta Hai Yaqeen Jano, Arsh Se Farsh Tak Wahe Behtreen Hota Hai.
اور جو فیصلہ میرا رب کرتا ہے
یقین جانو عرش سے فرش تک وہی بہترین ہوتا ہے
Nikah Wo Lamha Hai Jis Main, Maangi Howi Har Dua Qabool Hoti Hai.
نکاح وہ لمحہ ہے جس میں مانگی ہوئی
ہر دعا قبول ہوتی ہے
Jo Allah Walay Hotay Hain, Wo Kisi Ka Dil Nahin Dukhaya Kartay.
،جو اللہ والے ہوتے ہیں
وہ کسی کا دل نہیں دُکھایا کرتے
Jaantay Ho!! Tumhain Mushkil Main Daalnay Se Pehlay, Wo Tumhain Mushkil Se Nikaalnay Ka Wasila Banata Hai.
،جانتے ہو !! تمہیں مشکل میں ڈالنے سے پہلے
وہ تمہیں مشکل سے نکالنے کا وسیلہ بناتا ہے
Baap Ki Apnay Bachon Kay Haq Main Ki Gai Dua, Seedhi Allah Pak Tak Jaati Hai.
باپ کی اپنے بچوں کے حق میں کی گئی دعا
سیدھی اللہ پاک تک جاتی ہے
Jab Keh Na Pao To Ro Lia Karo, Allah To Sab Jaanta Hai.
،جب کہہ نہ پاؤ تو رو لیا کرو
اللہ تو سب جانتا ہے
Aik Din Wo Bhe Zaror Aaey Ga, Jab Rab Sab Theek Kar Daiga inshaALLAH.
،اک دن وہ بھی ضرور آئے گا
جب وہ رب سب ٹھیک کر دے گا انشاء الله
Allah Day Kar Bhe Azmaata Hai, Aur Lay Kar Bhe Azmaata Hai.
،اللہ دے کر بھی آزماتا ہے
اور لے کر بھی آزماتا ہے
Islamic Heart Touching Quotes in Urdu
Islamic heart-touching quotes in Urdu are one of the most powerful methods of delivering a meaningful message. Quotations from the Quran, Hadith, and preeminent scholars provide comfort and encourage inward reflection, as well as a deeper relationship with Allah. In this article, we are going to share beautiful Islamic heart-touching quotes in Urdu (Urdu quotes about love, death, life, etc.), which are perfectly selected to touch the hearts of every believer by providing phrases.
Nidamat Kay Charagon Se Badal Jati Hain Taqdeerain, Andheri Raat Kay Aanso Khuda Say Bat Kartay Hain.
ندامت کے چراگوں سے بدل جاتی ہیں تقدیریں
اندھیری رات کے آنسوں خدا سے بات کرتے ہیں
Kuch Dolat Pay Naaz Kartay Hain, Kuch Soorat Pay Naaz Kartay Hain, Jinkay Hathon Main Daman-e Mustafa (SAW) Ho, Wo Umati Honay Pay Naaz Kartay Hain.
کچھ دولت پہ ناز کرتے ہیں، کچھ صورت پہ ناز کرتے ہیں
جن کے ہاتھوں میں دامن مصطفی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ہو وہ امتی ہونے پہ ناز کرتے ہیں
Hazrat Muhammad (SAW) Ne Farmaya: Jis Nay Kaha Allah Kay Siwa Koi Ibadat Kay La’ik Nahin Phr Us Par Sabit Qadam Rahay Wo Jannat Me Dakhil Hoga.
حضرت محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا:
جس نے کہا الله کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں پھر اس پر ثابت قدم رہے وہ جنّت میں داخل ہوگا
Sabar Karna Seekh Lain Allah Sab Janta Hai Wo Janta Hai Kay Aap kab kab kin waqton se Guzray Hain Aur Allah Waqt Badal Daita Hai Kyun kay Tabdeeli Kainaat Ka Usool Hai.
صبر کرنا سیکھ لیں الله سب جانتا ہے وہ جانتا ہے کہ آپ کب کب کن وقتوں سے گزرے ہیں
اور الله وقت بدل دیتا ہے کیونکہ تبدیلی کائنات کا اصول ہے
Hazrat Ali (R.A) Se Poocha Gaya: Kese Pata Chalay Ga Kay Kon Kitna Keemti Hai?
Farmaya Jis Insaan Main Jitna Zayada Ehsaas Hoga Wo Utna He Zayada Keemti Hoga.
حضرت علی ؓ سے پوچھا گیا: کیسے پتا چلے گا کے کون کتنا کیمتی ہے؟
فرمایا: جس انسان میں جتنا زیادہ احساس ہوگا وہ اتنا ہی زیادہ قیمتی ہوگا
Hazrat Muhammad (SAW) Ka Farmaan Hai : Sab Se Zayada Aajiz Wo Shakhs Hai Jo Dua Karnay Main Bhe Aajiz Ho, Aur Sab Se Bara Bakheel Wo Shakhs Hai Jo Salam Karnay Main Bhe Bakhal Karta Ho.
حضرت محمد صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا فرمان ہے:
سب سے زیادہ عاجز وہ شخص ہے جو دعا کرنے میں بھی عاجز ہو،
اور سب سے بڑا بخیل وہ شخص ہے جو سلام کرنے میں بھی بخل کرتا ہو
Jo Allah Kay Diay Howay Rizk Ko Kaafi Samjhay Wo Zindagi Main Kabhe Bhe Kisi Ka Mohtaaj Nahin Ho Sakta.
جو الله کے دیے ہوۓ رزق کو کافی سمجھے
وہ زندگی میں کبھی بھی کسی کا محتاج نہیں ہو سکتا
Mujhay Qudrat kay Aik Amal se Bohot Piyaar Hai “Makafat-e-Amal” Sukoon Sa Aa Jata Hai Ye Lafz Sun Kar, Kay Jaisa Karay Ga Wesa Bharay Ga…!
“مجھے قدرت کے ایک عمل سے بہت پیار ہے “مکافات عمل
سکون سا آ جاتا ہے یہ لفظ سن کر کہ ‘ جیسا کرے گا ویسا بھرے گا
Kisi insaan Kay Liay Saari Raat Ro Kay Daikho Mazeed Preshan Ho Jao Gay, Laykin Allah Ki Yaad Main Aik Aanso Baha Kar Daikho Dil Pur Sakoon Ho Jaye Ga..!
،کسی انسان کے لیے ساری رات رو کے دیکھو مزید پریشان ہو جاؤ گے
لیکن الله کی یاد میں ایک آنسو بہا کر دیکھو دل پر سکون ہو جاۓ گا
Ham Main Aksariyat Doosron Pay Aai Musibat Ko Allah Ki Taraf Se Mili Saza Aur Khud Pay Aai Musibat Ko Allah Ki Taraf Se Mili Azmaish Samajhtay Hain.
ہم میں اکثریت دوسروں پہ آئی مصیبت کو الله کی طرف سے ملی سزا
اور خود پہ آئی مصیبت کو الله کی طرف سے ملی آزمائش سمجھتے ہیں
Khuda Khud He Sun Laita Hai, Khamosh Dilon Ki Duain..!
خدا خود ہی سن لیتا ہے، خاموش دلوں کی دعائیں
Sajday Ki Tofeeq Milna Bhe Rab ki Naimton Main Se Aik Behtreen Naimat Hai, Jin Se Ye Tofeeq Chin Jaati Hai Phr Na Wo Duniya Kay Rehtay Hain Na he Deen Kay.
،سجدے کی توفیق ملنا بھی رب کی نعمتوں میں سے ایک بہترین نعمت ہے
جن سے یہ توفیق چھن جاتی ہے پھر نہ وہ دنیا کے رہتے ہیں نہ ہی دین کے
Kainaat Main koi Itni Shidat Se Kisi Ka Intzaar Nahin Karta, Jitna Allah Apnay Banday ki Tobah Ka Karta Hai.
کائنات میں کوئی اتنی شدت سے کسی کا انتظار نہیں کرتا
جتنا الله اپنے بندے کی توبہ کا کرتا ہے
Khaloos Aur izzat Bohot Mehngay Tohfay Hain isi Liay Har Kisi Se in Ki Umeed Na Rakho Kyoun Kay Bohot Kam Log Dil Kay Ameer Hotay Hain. (Hazrat Ali R.A)
خلوص اور عزت بہت مہنگے تحفے ہیں
اسی لیے ہر کسی سے ان کی امید نہ رکھو کیونکہ بہت کم لوگ دل کے امیر ہوتے ہیں
Aap Ka Bara Sarmaya Wo Log Hain Jo Apki Gair Mujoodgi Main Apnay Rab Se Duaon Main Aap Kay Liay Khair Mangtay Hon.
آپ کا بڑا سرمایا وہ لوگ ہیں جو آپکی گیر موجودگی میں
اپنے رب سے دعاؤں میں آپکے لئے خیر مانگتے ہوں
Deep Islamic Quotes in Urdu
Deep Islamic quotes in Urdu language is a true sign of guidance and it caters the needs of those who are Islamic quotes in search of peace and harmony. These Islamic quotes in Urdu are truly said by our Islamic scholars, poets and others who left their mark in the world of wisdom. They threw light on actual pain in human life, true faith of a believer, need of patience and strong will.
Islamic quotes in Urdu says that Allah’s mercy remains operational all time when you are in deepest dark. True believers have strong connection with Allah and His blessings is upon them. Wisdom is not gained by mere learning but it is Allah’s blessing upon you.
Koi Raasta Nahin Dua Kay Siwa, Koi Sunta Nahin Khuda Kay Siwa..!
کوئی راستہ نہیں دعا کے سوا ، کوئی سنتا نہیں خدا کے سوا
Wo Rab Aa’hatain Bhe Sunta Hai Aur Pukaar Bhe, Bas Wo Hamara Sabar Aazmaata Hai..!
وہ رب آہٹیں بھی سنتا ہے اور پکار بھی، بس وہ ہمارا صبر آزماتا ہے
Jab Tum Doosron Kay Dukh Mitanay Lago Gay, To Tumhara Dard Allah Mitaey Ga..!
جب تم دوسروں کے دکھ مٹانے لگو گے، تو تمہارا درد الله مٹائے گا
Aur Phr Youn Howa Har Toot’ti Howi Umeed, Mujhay Rab Se Joorti Gai..!
اور پھر یوں ہوا ہر ٹوٹتی ہوئی امید، مجھے رب سے جوڑتی گئی
Jis Ki Namaz Achi, Us Ki Zindagi Achi..!
جس کی نماز اچھی، اس کی زندگی اچھی
Agar Ye Zindagi Aarzi Hai To Mushkilaat Bhe Mustaqil Nahin, Bas Tum Apnay Rab Kay Shukar Guzaar Raho.
اگر یہ زندگی عارضی ہے تو مشکلات بھی مستقل نہیں، بس تم اپنے رب کے شکر گزار رہو
Bas Tum Us Rab Ko Raazi Kar Lo Phr Daikhna Tumharay Khilaaf Logon Ki Saazshain Kese Nakaam Hoti Hain.
بس تم اس رب کو رازی کر لو پھر دیکھنا تمھارے خلاف لوگوں کی سازشیں کیسے ناکام ہوتی ہیں
Beshak Allah Taala He Dost Hai Tumhara, Aur Wo Sab Se Behtar Madad Gaar Hai..!
بیشک الله ہی دوست ہے تمہارا، اور وہ سب سے بہتر مدد گار ہے
Sirf Jaye Namaz Wo Jaga Hai Jahan Ro Lo To Saamnay Wala Tamasha Nahin Banata..!
صرف جائے نماز وہ جگا ہے جہاں رو لو تو سامنے والا تماشا نہیں بناتا
Wo Rooh Kabhi Nahin Murjhaati Jis Ki Piyaas Quran Pak Ki Tilawat Se Bujhti Ho..!
وہ روح کبھی نہیں مرجھاتی جس کی پیاس قرآن پاک کی تلاوت سے بجھتی ہو
Khuda Jab Dard Daita Hai To Taskeen Bhe Daita Hai, Too Maang Usi Se Taskeen, Sabar, Aur Us Ki Madad Phr Too Rahmaan Ko Raheem He Paye Ga..!
خدا جب درد دیتا ہے تو تسکین بھی دیتا ہے،
توں مانگ اسی سے تسکین، صبر، اور اس کی مدد پھر توں رَحْمَٰنِ کو رحیم ہی پائے گا
Momin Kay Liay Wo Har Din Eid Ka Hai, Jis Din Wo Gunnah Na Karay..!
مومن کے لیے وہ ہر دن عید کا ہے، جس دن وہ گناہ نہ کرے
Jo Namaz Nahin Parhta, Wo Sakoon Ka Matlab Nahin Jaanta..!
جو نماز نہیں پڑھتا، وہ سکون کا مطلب نہیں جانتا
Jab Tak insaan Toot’ta Nahin, Tab Tak Rab Se Jurta Nahin..!
جب تک انسان ٹوٹتا نہیں، تب تک رب سے جڑتا نہیں
Baaz Aukaat Aap Ko Apna Andar Khaali Mehsoos Hota Hai, Aik Kami Se Yaqeen Karain, Wo Kami Kisi Aur Ki Nahin Allah Taala Ki Muhabbat Ki Kami Hoti Hai.
بعض اوقات آپ کو اپنا اندر خالی محسوس ہوتا ہے، ایک کمی سے یقین کریں،
وہ کمی کسی اور کی نہیں الله کی محبّت کی کمی ہوتی ہے
Islamic Quotes in Urdu Text Copy And Paste
Islamic Quotes in Urdu is really very important for those people who are pious and want to get the wisdom of life. Most of the Islamic Quotes are the saying of Prophet Muhammad (PBUH) and other Islamic thinkers that are really very helpful to understand the reality of believe, righteousness and humanity. If you want to copy and paste “Islamic Quotes in Urdu” in your life than you should grasp the meaning of that. Urdu Islamic Quotes are really very helpful to get energy and motivation in your daily life from the ocean of Islamic knowledge.
Jis Ka Koi Nahin Us Ka Khuda Hota Hai Aur Jis Ka Khuda Hota Hai Us Ka Saara Jahan Hota Hai..!
جس کا کوئی نہیں اس کا خدا ہوتا ہے
اور جس کا خدا ہوتا ہے اس کا سارا جہاں ہوتا ہے
Duniya Ki Muhabbat Se Allah Nahin Milta Laykin Allah Ki Muhabbat Se Duniya Aur Jannat Donon Mil Jaati Hain..!
دنیا کی محبّت سے الله نہیں ملتا لیکن الله کی محبّت سے دنیا اور جنّت دونوں مل جاتی ہیں
Allah Ki Raza Main He Dil Ka Sakoon Chupa Hota Hai..!
الله کی رضا میں ہی دل کا سکون چھپا ہوتا ہے
Mere Rab Ka Faisla Acha Hai, Wo Jis Haal Main Bhe Rakhay Wo Haal Acha Hai..!
میرے رب کا فیصلہ اچھا ہے، وہ جس حال میں بھی رکھے وہ حال اچھا ہے
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Nay Farmaya : Jo Shakhs Waaday Ka Paband Nahin Us Ka Koi Deen Nahin.
رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: جو شخص وعدے کا پابند نہیں اس کا کوئی دین نہیں
Ghar Se Bahar Jaatay Waqt Wazu Zaror Kar Kay Jaana, Teen Baar Teesra Qalma Parh Kar Jaana, Allah Aap Ki izzat Ki Hifazat Kay Liay Aik Farishta Muqarar Farma Daiga..!
گھر سے باہر جاتے وقت وضو ضرور کر کے جانا، تین بار تیسرا قلمہ پڑھ کر جانا
الله آپ کی عزت کی حفاظت کے لیے ایک فرشتہ مقرر فرما دے گا
Aik Doosray Kay Rizq Par Nazar Mat Rakho Kyoun Kay Allah Se Behtar Koi Taqseem Karnay Wala Nahin.
ایک دوسرے کے رزق پر نظر مت رکھو کیونکہ الله سے بہتر کوئی تقسیم کرنے والا نہیں
Wo Kun Kehta Hai Cheezain Ho Jati Hain, Gumaan Se Aagay, Bayan Se Bahar..!
وہ کن کہتا ہے چیزیں ہو جاتی ہیں، گمان سے آگے، بیان سے باہر
Allah Na Jaldi Karta Hai Aur Na He Dair Karta Hai, Jo Karta Hai Bas Sahi Waqt Pay Karta Hai..!
الله نہ جلدی کرتا ہے اور نہ ہی دیر کرتا ہے، جو کرتا ہے بس سہی وقت پہ کرتا ہے
ibadat Kar Kay Garor Karnay Walay Se Gunnah Gaar Tobah Karnay Waala Zayada Behtar Hai.
عبادت کر کے گرور کرنے والے سے گنہگار توبہ کرنے والا زیادہ بہتر ہے
Allah Par Poora Emaan Rakho Jin Kay Emaan Mazboot Hotay Hain, Un Kay Liay Mojzay Hotay Hain..!
الله پر پورا ایمان رکھو جن کے ایمان مضبوط ہوتے ہیں، ان کے لیے معجزے ہوتے ہیں
Khuda Bhool Chuka, Zindagi Aazmaish Ban Gai, Duain Qabool Nahin Hoti,
Poocha Namaz-e-Fajr Parhtay Ho? Bola : Aankh Nahin Khulti..!
خدا بھول چکا، زندگی آزمائش بن گئی، دعائیں قبول نہیں ہوتی
پوچھا نماز فجر پڑھتے ہو؟ بولا: آنکھ نہیں کھلتی
Jab Aap Ka Dil Dard Se Bhar Jaye Aur Aankhon Main Bay Tahasha Aanso Aa Jain, To Us Rab Se Chupkay Chupkay Baatain Kar Lia Karain Wo Sab Jaanta Hai Laykin Aap Se Sun’na Chahta Hai..!
جب آپ کا دل درد سے بھر جائے اور آنکھوں میں بے تحاشا آنسوں آ جائیں،
تو اس رب سے چپکے چپکے باتیں کر لیا کریں وہ سب جانتا ہے لیکن آپ سے سننا چاہتا ہے
Jab Tak Tera Garor Aur Gussa Baaqi Hai, Apnay Aap Ko Naik Logon Main Shumaar Mat Karo..! (Sheikh Abdul Qadir Jilani)
جب تک تیرا گرور اور گصہ باقی ہے، اپنے آپ کو نیک لوگوں میں شمار مت کرو (عبد القادر جیلانی)
Hazrat Ayesha R.A Farmaati Hain : Sadqa Ko Haqeer na Jano, Kyoun Kay is Ka Aik Daana Bhe Qayamat Kay Din Pahaar Jitna Wazan Rakhta Hai..!
حضرت عائشہؓ فرماتی ہیں: صدقہ کو حقیر نہ جانو،
کیونکہ اس کا ایک دانہ بھی قیامت کے دن پہاڑ جتنا وزن رکھتا ہے
Read More:
Islamic Quotes in Urdu: Unveil the Beauty of Islamic Teachings [100+]
PoetryTop
from PoetryTop.com https://ift.tt/wv02Kyk
0 Comments
Please Tama Friends Sy Request Hy, K Comments Main Website Link Post Na Karin. Es Sy Meri Website Py Negative impression Parta Hy..Thank From Zubair Chinioti